Main aapko ek glass paani agar maar doon, aap poore geele ho jayenge? Nahin, kyunki aapki peeth sookh jayegi, lekin agar main aapko dubki marwa doon, aap poore geele ho jayenge.
Haan, aur isiliye maa ke garbh mein bachcha poori tarah se paani se ghira rehta hai, sirf uski yahan tak paani nahi hota, ya yahan tak nahi hota, ya sirf taange nahi hoti, balki wo pura paani mein hota hai, haan ya na?